Share your Shayari
this is a blog there you can share your hindi Shayari.....
Sunday, April 17, 2011
kuch kami mehsus hoti h!
Wednesday, February 16, 2011
created by g
dil me hardum dard jo rehta hai.
Paya bhi na ab tak use,
fir bhi usko khone ka darr sa rehta hai.
Na jaanu mai wo kismat me hai ya nahi,
par hantho ki lakiron me uska chehra dikhta rehta hai.
Kuch yun bas gya h wo mere jehan me
ki har tasvir me uska Aksh milta rehta h.
Har raat ussi se khatm har din usi se shuru hota h,
na jane Q andhere me bhi usi ka shaya dikhta rehta h.
Wo mile na mile mujhe pata nhi par mera dil hardum usi k liye dhadkta rehta h.
Bas usi k liye Dhadkta rehta h
Wednesday, June 30, 2010
Har jannat tumhe mil jaaye
Zamane ki har jannat tumhe mil jaaye,
Ye aasma ye zamin tumhari hogi,
Mujhse keh bhi na paaoge,
Usse pehle mere hisse ki har khushi tumhari hogi।
Woh ruthte rahe
Woh ruthte rahe hum manate rahe,
Unki raahon mein palkein bichhate rahe,
ne kabhi palat ke bhi na dekha,
Hum aankh jhapkane se bhi ghabrate rahe।
Roj hum nashe mein hote hai,
Aur raat gujar jaati hai,
Ek din raat nashe mein hogi,
Aur hum gujar jayange,
Sayad tabhi yaad tumhe ayenge।
Lamhe ye suhane saath ho na ho
Lamhe ye suhane saath ho na ho,
Kaal mein aaj jaisi koi baat ho na ho,
Yadoon ke haseen lamhe dil mein rahenge,
Chahe sari umaar hamari mulaqat ho na ho।
Do pal ki zindagi yu beet jayegi
Do pal ki zindagi yu beet jayegi,
Kal ke baad nayi subah aayegi,
Agar doston ki yaad satayegi,
To kasam se aapki yaad sabse pehle aayegi।
Tuesday, June 15, 2010
SAD SHAYARI
1. RO CHUKA HUN MAIN ITNA MUJHE KYA RULAYEGA KOI,
SUN CHUKA HUN MAIN SAB KUCHH MUJHE KYA BATAYEGA KOI,
AZMAANA CHAHTE HO TO AAZMAKE DEKH LO MUJHE,
MAIN EK BUJHI HUI SHAMA HUN MUJHE KYA BUJHAYEGA KOI !!!!!
nahi samaj paati ho ya na samajne ka dhoong karti ho
dil ko khilone ki tara khel kar has k chali jaati ho
teri vo dil jalane waali muskaan b suna deti hai meri badnaseebi ki daastaan
khuda na rulaaye tumhe uss waqt b jab tumhe pata chale ab mera ghar hai kabristaan..
Keh to du zamane se dastaan apni,
Lekin usme ayega uska naam isliye chup hu.
Tu bewafa hai to iskadar bewafaae kar zaalim...
ke tere baad main kisee aur se pyar hi na karoon..
Agar "Khuda" mile to us se apna pyar mangunga,
Par suna hai ke vo marne se pahle milta hi nahi
nafrat ka dhong unhone aisa dikhaya,
ki vo patthar banke jine lge,
or hum shisha bankar toot gye..
koi nikal kar pad na le unhe,
isliye pani me bhi AAG lagakar aaye hai
khuda ne takdir me ek tuta tara nahi likha,
aur hum hain ki chaand ki aarzu kiya karte ...
Wo roye hamse lipatkar kisi or k liye.
Or hum mana b na kar paye!
Wednesday, September 16, 2009
Apne dil ki halat kisi ko bataya na karo,
Log muthi bhar namak liye ghumtey hain,
Apne zakhm kisi ko dikhaya na karo
-----------------------
Har naam sar-e-aam pukara nahin jaata
har naam yuhn kagaz pe utara nahin jaata
hoti hain mohobbat main kuch raaz ki baatein
aise to iss khel main haara nahin jaata
chaahat hain humare ke hum paas se kabhie dekhe unhe
agar woh paas aaye to hume apni palkon ko uthaya nahin jaata
ishq par zor chalta nahin ae dost
lag jaata hai yeh rog lagaya nahin jaata
-----------------------
Kya kahun tujhe?
Khwab kahun to toot jayega,
dil kahun to bikhar jayega,
Aa tera naam zindagi rakh dun,
maut se pehle to tera saath chhut na payega!
Monday, September 14, 2009
Chirag ghar ka bujhaye baithe hai .
Meri jaan jayegi aapki yaad me ,
Ye shart ham mout se lagaye baithe hai.
2. Juban se kah nahi sakate,
Dil se fariyad karate hai.
Jab aapka dil jor se dhadke,
To samjho ham aap ko yaad karte .
3. Mera ghar tere ghar ke karib hota,
Milana na sahi kam se kam dekhana to naseeb hota .
4. Waqut aata hai hai chala jata hai,
Iska kabhi intajaar mat karma.
Koe bhul kar bhi yaad aaye ,
Itana kisi se pyaar na karna .
5. Dil ke dard ko lafzno me dhala na gaya ,
Gam ke aanshu ko aankhon se nikala na gaya .
Tumne mujhe dard is liye diya ,
Kyonki mere pyaar tumase sanbhala na gaya.
6. Utara tha chand mere ghar me,
Par taron ko gawara na tha .
Ham sitaron se bhi kar lete bagawt,
Magar chand hi hamara na tha.
7. Nikalate hai aanshu jab mulakat nahi hoti,
Toot jata hai dil jab baat nahi hoti.
Teri jaan ki kasam jab tu yaad na aaye,
Aisi koe shaam koe raat nahi hoti.
8. Har pal teri chahat ka aitabar rahe ,
Bichhaden kuchh is tarah ki har pal intajaar rahe.
9. Zindgi ek phool hai ,
Aur pyaar uski mahak.
10. Dil hamra hai dhadakane aap ki hain,
Saanse hamri hai par jaan aap ki hai.
Sare jaahan ki khushiya aap ki hain,
Par aap hamare hai….
11. Taro ko roshani pasand hai,
Foolon ko ko bahar pasand hai.
Na jane aap ko kya pasand hai,
Magar hame to aap jaisa pyar pasand hai.
12. Jab yaad aatihai,
Muskura lete hai.
Kucha palon ke liye ,
Har gam bhula dete hai.
Kaise bheegh sakati hai,
Aap ki palke.
Aapke hiss eke aansu to ,
Ham hi baha lete hai…..
13. Kash is dil ki aawaj me ,
Itana asar ho jaye.
Ham aap ko yaad Karen,
Aap samane aa jaye.
14. Aankhon ki zuba vo samajh nahi pate,
Hothon se ham kuch kah nahi pate.
Apni bebasi ham kis tarah kahen ,
Koi hai jiske bina ham rah nahi paate.
15. Zindagi nahi hame tumase pyarfi,
Tum pe hazir hai jaan hamari.
Aankon me aansu hai to kya ,
Jaan se payari hai muskaan tumhari…
16. Door rahne ka dila mat karo,
Paas rahne se kuchh khas nahi hota.
Aap dil ke itane karib hai,
Ki dooriyon ka ehsaas nahi hota.
17. Dukh bahut hoga jab hoga jab chhod kar jayenge,
Royenge bahut magar aansu nahi aayenge.
Saath na de koi to aawj hame dena ,
Aasman par bhi honge to bhi aa jayenge.
18. Unki muskan hamari kamjori hai,
Kah na pana hamari majburi hai.
Wo kyon nahi samajh pate khamosi ko,
Kya khamosi kok juba dena jaruri hai.
19. Payar me mila har gam uphar hota hai,
Payar wah hopta hai jisme intazar hota hai.
Sadiyon tak intajar karate hai wo,
Jinako apne payar par aitabar hota.
20. Fiza me mahakati sham ho tum ,
Pyar ka chhalkata jam ho tum.
Dil me chhipaye firate hai ham tumhe,
Meri zindagi ka dusara naam ho tum.
21. Dil se tera khyal na jaye to kya karun,
Tu hi bata teri yaad aaye to kya karun.
Hasarate hai ki ek nazar dekh lu tujhe ,
Kismat agar wo lamha na laye to kya karun…
22. Aapki zindagi me koi gam na ho,
Aapki aankhe aasuon se nam na ho.
Aapko mile dunia ki har khushi,
Bhale hi usme samil ham na ho.
23. Jab chup rahti hai juba.,
Aankhe bahut kuchh bolati.
Dil me chhupe har raaz ko,
Khamosi hi kholati hai.
24. Subah likhate hai , sham likhate hai,
Hale dil tamana likhate hai.
Wo kalam bhi diwani ho jaati hai,
Jisse teera naam likhate hai.
25. Shikayt hai tumse lekin kah nahi sakate,
Bahut der chup rah nahi sakate.
Na milo hamse to bhi rahsakate,
Magar berukhi teri sah nahi sakate.
26. 24 sweet hours make one sweet day,
7 sweet days make one sweet week,
4 sweet week make one sweet month.
But a sweet person lifi you make the
whol life sweet.
27. Tere pyar ko ham is tarh nibhayenge;
Tum jab bhi khafa hoge ham mnayenge.
Par maan jana manane se varana,
Ye bhigi palake leke ham kahan jayenge.
28. Vo kahate hai majabur hai ham;
Na chahate huye bhi door hai ham.
Churali jinhone meri dil ki dhadakan;
Fir bhi kahate hai bekhabar hai ham .
29. Duaao ki bhid me ek dua hai hamari;
Jisme mangi har khusi aap ki.
Aankho me hardam aansu hai to kya ;
Har aansyo me hai tasvir aap ki.
30. Pyar sachcha ho to waqt ruk jaata hai;
Aasaman kitana upar ho jhuk jaata hai.
Pyar me dunia laakh bane rukawt;
Sachcha paye ho to zamana bhi jhuk jaata hai.
31. Aaj hare k pal khub surat hai ;
Dil me teri sirf teri surat hai.
Kuchh bhi kahe duniya gam nahi hai,
Duniya se zyada hame teri jarurt hai…
32. Aap ki ek muskuraht ne ,
Hamare hosh uda diye.
Ham hosh me aaye hi the ,
Ki aap fir muskura diye.
33. Ham se dur rahne waale ,
Ham tera intazar karate hai.
Tujhe pana to ek khwab hai,
Ye jaan kar bhi ham tujh se pyar karte hai..
34. Tum ruth jaao mujhase aisa kabhi na ho,
Tumhe dekhne mai ek nazar tarasu aisa kabhi na ho.
Kuchh mai hnu paagl aur kuchh mera pyar bhi;
Ye paagalpan kabhi tham jaye aisa kabhi na ho.
35. Jab bhi khayal aaya aapka hi aaya ,
Aanken band ki to khayal aap ka hi aaya.
Socha yaad kar lun kuda ko ek pal,
Lab khola to aap ka naam aaya.
36. Lamhe suhane saath ho na ho,
Aaj jaisi koi baat ho na ho.
Aapka pyar hamesha is dil me rahega ;
Chahe purizindgi mulakaat ho na ho.
37. Kash is dil ki chhah kabhi bhi na adhuri ho,
Jise aap chaho usase kabhi na duri ho.
Mile zindagi ki har khushi aapko ,
Meri ye dua zaroor puri ho.
38. Tum bahut dur magar bahut paas rahate ho,
Aankhon se dur amgar dil ke paas rahate ho,
Mujhe bas itna bata do ki kya,
Tum bhi mere bina udas rahte ho….
39. Aap he hantho me par sada khilate “Gulab” rahe,
Khuda na kare aap kabhi “Udas” rahe.
Ham aap ke saath rahe na rahe,
Magar aap jise chahe wo hamesha aapke
sath rahe….
40. Kash wo pal sang bitaye na hote,
Jisko yaad kar aaj ye aansu aye na hote.
Itni door jaan hi tha to,
Itni gahari se dil me smaye na hote.
41. Har aahat pe teri talash hai,
Door hokar bhi tu mere paas hai.
Na yaad karo hame itana ki ,
Dil mujhase kahe ki dhadakan kiske paashai.
42. Dil hi dil me fariyad karate hai,
Raat ki tanhai me tujhe yaad karte hai.
Tu hazaron se door hai fir bhi tera didar hai.
Ek din to milnge ham us din ka intajar karate hai.
43. Rishta banaya hai to naibhayenge ,
Har pal aapko hasayenge.
Aap ko to fursat nahi yaad karane ki ,
Ham E-mail kar ke apni yaad dilayenge.
44. Bichhadane wale ko yaad me kya doge,
Spte hue ko khwab me kya doge.
Ham chahate hai umar bhr saath ka vaada,
Kaho is sawal kya jawab me kya doge…
45. Tere aasaman me chamakte hai,
Baadal nahi hai fir bhi barsate hai.
Ham bhi kitane Pagal hai,
Tum dil me rahate ho par
Ham milane ko taraste hai…
46. Judi aapki rulati rahegi,
Pal-Pal jaan jati rahegi.
Jab tak hai jism me jaan ,
Meri har saans pyar nibhati rahegi.
47. Door hai aap se to kuchh gam nahi,
Dur rahkar bhi bhulane wale ham nahi.
Mulakat na ho pai to kya hua,
Aap ki yaad mulakat se kam nahi.
48. Ajmaish pyar me jaroori hoti hai,
Na mil paana kisi ki majaburi hoti hai.
Yaad dur se karate hai tumako,
Lekin dil ki hasart to milane se hi puri hoti hai.
49. Aap ki har baat surus kar jati hai,
Kuchh na kuchh dil ko jarur de jaate hai.
Ye hame bhi nahi pata kya hota hai,
Par yaad karne ke liye majboor kar jati hai….
50. Paya se zyaada pyar karte hai tumko,
Jaan se zyaada chahate hai tumko.
Kasam us khuda ki hakikat hai ye,
Ki har pal yaad karte hai tumko.
51. Na jane ye nazar kyun udas rahati hai,
Na jane ise kis ki talash hai,
Ye jaan kar ki wo kismet me nahihai,
Fir bhi use pane ki aas rahati hai.
52. Zindgi me kabhi pyar mat karana,
Ho jaaye to inkakr mat karana .
Ho sake to chalana usi raah par ,
Varana kisi aur ki zindagi barbad mat karana…
53. Bhigi plako ke sang muskuraate hai ham ,
Pal-Pal dil ko bahalate hai ham.
Aap door hai hamse to kya hua,
Har saans me aapki aaht pate hai ham.
54. Dard me koi mausam pyara nahi hota,
Dil ho payasa to pani se gujara nahi hota .
Koe dekhe to hamari kiamat,
Ham sabhi ke hojate hai,par koe hamara nahi hota.
56. Bahut chahaa magar unhe bhula na sake,
Khayalo me kisi or ko la na sake.
Unko dekh kar aanshu to ponchh liye hamne ,
Par kisi aur ko dekh kar Muskura na sake …
Search This Blog